Ibn-e-Insha

Bhala gardish e Falak

Bhala gardish e Falak falak chain deti hai kisay  Insha Ghaneemat hai k hum soorat yahan do chaar  bethay hain.!

Dil dard ki shiddat se

Dil dard ki shiddat se khoon-gashta-o-see paara, Is sheher mein phirta hai ek wehshee-o-awara, Shayar hai ke aashiq hai, jog…

Dil hijr k dard se bojhal hai

Dil hijr k dard se bojhal hai, ab Aan milo to behter hai, Is baat se hum ko kya matlab, yeh kaise ho yeh kyun kar ho? Ik bhe…

Insha G utho ab kooch karo

Insha G utho ab kooch karo.. Iss shehr me g ka lagana kya Wehshi ko sukoon se kya matlab Jogi ka nagar me thikana kya Iss di…

Hum jungle ke jogi

Hum jungle ke jogi, hum ko aik jagha araam  kahan, Aaj yahan, kal aur nagar, subah kahan to shaam  kahan.!

Aaj to hum ko paagal keh lo

Aaj to hum ko paagal keh lo, pathar phenko, tanzz kar lo, Ishq ki baazi khel naheen hain, khelo ge to haaro ge..!

Load More
That is All